March 29, 2024

How to become web developer in hindi | Web Developer कैसे बने?

How to become a web developer in Hindi

 

web developer in hindi

Hello, friends Aaj main ap ko bataunga ki how to become a web developer from scratch. Or agar aap ek web developer banna chahte hai to aap is blog post ko achhi tarah se padana.

Kyoki agar apke pas chahe computer science ki degree ho ya na ho aap ek web developer ban sakte hai.

Web Developer:-

Web developer kaise bane? agar apka yah sawal hai to jawab hai ki aap ko shurwat Frontend Development se karni hogi. Iske liye aapko sabse pahle HTML (Hyper Text Markup Language) shikna hoga uske baad mai apko CSS (Cascading Style Shet) shikhna hoga uske baad aap JavaScript Shikh sakte hai.

  • HTML
  • CSS
  • JavaScript

Aapko kevel  HTML, CSS, and JavaScript shikhne ki jarurt hai iske baad aap ek Frontend Developer Ban Jayenge.

Dosto Web Development mai ye 3 tarah ke Developer hote hai jo ki hamne niche details me bataya he ki konsa developer kya kam karta hai-

  1. Frontend Developer
  2. Backend Developer
  3. Full Stack Developer

Frontend Developer:

Frontend Developer

 

Agar aap Frontend Developer banana Chahte hai to ham sabse  pahle yah dekh lete hai ki aakhir Frontend Developer kya hota hai . To dekhiye Frontend Developer use kahate hai  jo company mai kevel or kevel  Frontend  ka kam dekhta ho.

Ab aap soch rahe honge ki akhir Frontend mai kya kya kam hota hai to mai apko bata dun ki Frontend me sara kam kevel or kevel Designing ka hota hai like apko Design banana hai or use website mai  istemal kerna hai.

Apko Backend ka kuchh bhi dhyan rakhni ki aavsyakta nahi hai apko yah nahi dekhna ki apke company ki website pr jo log aa rahe hai or jo contect form bhar rahe hai. Wo data kanha jayega kanaha save hoga or uska kya kerna hai.

Aapko kevel  HTML, CSS, and JavaScript shikhne ki jarurt hai iske baad aap ek Frontend Developer Ban Jayenge.

Apko kevel yah dekhna ki apne jo design banai hai HTML,CSS and JavaScript ka use karke wo user friendly hai ya nahi.

To ab apko yah achhe se samjh mai aagaya hoga ki Frontend Developer kya hota hai or kya kam kerta hai.

Backend Developer:-

 

Backend developer

 

Agar aap Backend Developer banana Chahte hai to ham sabse  pahle yah dekh lete hai ki aakhir Backend Developer kya hota hai . To dekhiye Backend Developer use kahate hai  jo company mai kevel or kevel  Backend ka kam dekhta ho.

Ab aap soch rahe honge ki akhir Backend mai kya kya kam hota hai to mai apko bata dun ki Backend me sara kam kevel or kevel database ka hota hai like apko data ko manage kerna  hai or use website mai  istemal kerna hai.

Aapko isme kai tarah ki language mil jayegi jisse aap Backend kaam kr sakte hai

Like-

  • Python – Django
  • JavaScript – node.js
  • Php

Ye ya market me or bhi kai tarah ki language hai jise aap sikh sakte hai lakin mai apko node.js shikhne ki ray dunga kyoki apne Frontend mai JavaScript ker li to apko node.js shikhne me jyad jarurt hai iske baad a samay nahi lagega or aap ek Backend Developer Ban Jayenge.

  • HTML
  • CSS
  • JavaScript
  • Node.js

Apko Frontend ka kuchh bhi dhyan rakhni ki aavsyakta nahi hai. Apko yah dekhna ki apke company ki website pr jo log aa rahe hai or jo contect form bhar rahe hai. Wo data kanha jayega kanaha save hoga or uska kya kerna hai.

Full Stack Developer:-

 

Full Stack developer

 

Agar aap Full Stack Developer banana Chahte hai to ham sabse  pahle yah dekh lete hai ki aakhir ye Full Stack Developer kya hota hai. To dekhiye Full Stack Developer use kahate hai  jo company mai Frontend and  Backend dono ka kam dekhta hota hai.

Isme Design bhi apko banana hai or Backend ka kam bhi aap hi ko dekhta hota hai. language ki baat kare to isme apko ye-

sab aana chahiye tab aap ek Full Stack Developer Ban Jayenge.

Agar aapko ye post How to become web developer in hindi pasand aai he to aap isse apne doston ke sath share jarur karen. hame comment karke jarur bataye.

5 thoughts on “How to become web developer in hindi | Web Developer कैसे बने?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *